Moto G5 Plus Going To Launch In India On 15th March

Moto G5 Plus Going To Launch In India On 15th March


Moto G5 Plus Specifications


Moto G5 Plus Smartphones MWC 2017 par announce karne ke baad ab, Company ab ye Moto G5 Plus mobile ko 15th March 2017 ko India me launch karne waale hai.

Moto G5 Plus Going To Launch In India On 15th March


Moto G5 Plus aata hai 5.2-inch 1080P display joki aata hai corning Gorilla Glass 3 protection ke saath. Yeh mobile run hota hai Android Nougat 7.0 par.


 G5 Plus me aapko2 GHz Snapdragon 625 octa-core processor ka chipset milega. Moto G5 Plus me aapko 2GB/3GB RAM ke saath 16GB Internal Memory milega aur 4GB RAM ke saath 64GB Internal Memory Milega. Isme aapko 12MP ka Rear Camera ke saath Dual LED Flash aur 5MP Selfie Camera. Iss device ki Camera ki baat kare toh isme aapko behatarin camera quality milega woh bhi iss price range me aur ye bhi dava hai ki iski camera quality bilkul S7 ki tarah hogi.
Moto G5 Plus Going To Launch In India On 15th March

Iss device me aapko Paani se Bachane Vaale Kreem Coating(water repellent coating) aur aapko device ke Samne rakhe Speaker(front ported speaker) milenge. Isme aapko 3000mAh ka Battery ke saath Turbo charging support karta hai.

Moto G5 Plus aata hai Fine Gold and Lunar gray colors me.