Samsung Galaxy J3 Prime


सैमसंग(Samsung) ने बजट में अपना नया स्मार्टफोन(smartphone) लांच किय है Galaxy J3 Prime(गैलेक्सी ज्३ प्राइम). यह डिवाइस देश में T-Mobile और MetoPCS के सहयोग से अमेरिका(US) में लांच किया गया है. यह डिवाइस Galaxy J3 Prime अपने फ्लैगशिप S8 और S8+ के बाद लांच किया गया है.



इस डिवाइस के स्पेसिफिकेशन्स(specifications) देकते है. यह डिवाइस आता है 5_inch HD डिस्प्ले(display) के साथ और आता है Quad-Core 1.4GHz Exynos Processor के और इसमें आपको 1.5GB RAM भी मिलेगा. इस डिवाइस में आपको 5MP का Rear  Camera(रियर कैमरा) और 2MP का Selfie Camera(सेल्फी कैमरा) मिलेगा. Galaxy J3 Prime में आपको 16GB का Inbuilt Storage(इनबिल्ट-स्टोरेज) मिलेगा और आप इसे 128GB थक Expandable(एक्सपेंडेबल) कर सकते है MicroSD Card के मदद से. इस डिवाइस में आपको 2600mAh का बैटरी मिलेगा.

J3 Prime रन होता है Android Nougat पर और इस डिवाइस की कीमत होगी $150(Rs.9600) . इस डिवाइस को आप T-Mobile और MetroPCS से खरीद सकते है. T-Mobile पे आप प्रति मेहना $6/month से  24months यानी $150 में Postpaid Users(उसेर्स) खरीद सकते हैं और Prepaid कस्टमर्स के लिए भी वही कीमत होगी $150 और आप यहाँ पर $75 का बचत पा सकते हैं. यह डिवाइस MetroPCS वेबसाइट पर पाया गया है. Prepaid users के लिए यह डिवाइस सिर्फ $69 में पा सकते है. 




Meizu ne apna naya latest 'E' series smartphone "Meizu E2" ki ghoshna ki hai. Yeh device company ka latest smartphone hai who bhi 3400Mah ki battery ke saath.

Meizu E2 me aapko 5.5Inch(1920x1080) LCD display milega. Yeh device aapko two variants me milega, 3GB RAM ke saath 32GB storage aur 4GB RAM ke saath 64GB storage aur aap in dono he devices ko MicroSD card ke madad se apne device ka storage expndable karle sakte hai. Iss device me aapko Mediatek Helio processor jo ki ARM Mali T880 GPU ke saath milega.



Yeh device run hota hai Flyme 6.0 joh ki YunOS par adharith hoga.  Iss device me aapko 13MP ka front camera woh bhi Quad-LED flash ke saath aur 8MP ka selfie camera milega. Meizu E2 me aapko 3400Mah ka battery milega woh bhi fast charging ke sath jisse aapka device 30 minutes main 40% charge ho jayega. Iss Device main aapko Dual Sim slot milega aur isme aapko 4G VoLTE bhi support hoga.

Meizu E2 3GB RAM ki keemat hogi Rs.12000 aur 4GB RAM ki keemat hogi Rs.15000. Yeh device aapko three colors main labya honge Black, MoonLight Silver, Champagne Gold aur iss device ka pre-order aaj se start ho chuka hai aur iska sale 29th april se start hoga. 

OPPO F3 Dual Selfie camera ke saath mein Baahubali 2 ke film ke saath Bharath me shubharambh hoga

OPPO F3 With Dual Selfie Camera


OPPO ne apna F3 Plus Flagship Mobile last month launch kiya tha. Abh yeh company apna naya smartphone F3 launch karne wala hai woh bhi bahut kam dham mein jaisa unhonhe waada Kiya tha. Yeh Smartphone 4th May 2017 ko Baahubali 2 ke film ke saath shuru kiya jayega. F3 mein bhi aapko Dual Selfie camera milega, jaisa F3 Plus mein bhi tha.

OPPO F3 Dual camera setup ke liye iske do tarike hai, Jaise ki pehla sensor Individual camera ke liye aur doosra sensor Wide-Angle Selfies ke liye use kiya jata hai. Iss device ki specification abhi bahar nahi aayi hai, par company ne ek behtar anubhav ke liye uchh nishpaadan vaale hardware aur kushaltapurvak anukoolit software pradaan karne ka vaada kiya hai.

OPPO F3 Dual Selfie camera ke saath mein Baahubali 2 ke film ke saath Bharath me shubharambh hoga


Company ne yeh Kaha hai ki "Both Baahubali and OPPO share the same spirit of pursuit of perfection". Inka Udeshya darhakon ko sarvotham drushya anubhav pradan karana aur unhe jeevan anubhav se bada dena hai. Oppo apne consumers ke liye asaadharan anubhav ke saath innovative technologies provide karne me lagi hai.

Powered by Blogger.