GEOTEL NOTE With 3GB RAM


Kuch din pehle he GEOTEL ne apna mid- range smartphone GEOTEL Note market me launch Kiya Tha, isn't aapko Nadiya specifications milenge.

GEOTEL note AATA Hai 64-bit mediatek quad core processor, iss device mey aapko 3gb ram air 16gb internal memory milega. GEOTEL Note smartphone ki keemat hogi $89.99.  Iss price range me aapko 3gb ram woh bhi 4g volte ke saath milna bahut badiya Hai. decent antutu benchmark se iss device ka kaasiyat maalum hogi.



Iss device ka metal print design iss device ki kaas baat Hai. Dekhne Mei yeh device premium aur stylish hoga, joh aapko sirf $90 mey aapko yeh smartphone mil Raha Hai. Iss device Mei aapko 5.5inch ka display jisme 50% displaying contrast aur 20% colour gamut milega.



GEOTEL Note Mei aapko 13mp ka rear camera aur 8mp ka selfie camera milega. Iss GEOTEL device Mei aapko 3200mAh ka battery milega, joh aasani see em din tak use Kar sakte Hai. Iss device Mei aapko 4g volte, Bluetooth, GPS, aur 3.5mm ka audio jack milega. Aap iss GEOTEL Note smartphone ki AliExpress see kareed sakte ho.

Nougat 7.1.1 Update Rolled Out For Oneplus 3 And Oneplus 3T


Oneplus 3 And 3T Nougat Update


Oneplus One ne Android Nougat 7.1.1 ka Update shuru kiya hai Oneplus 3 aur Oneplus 3T devices ke liye woh bhi  OxygenOS 4.1.0 ke saath. Iss update aapko naye features dekhno ko milenge aur bugs bhi fix hojayenge.

Google Security Patch shuru ho gaya hai march 2017 mey. Isse aapko camera quality me bhi improvement milega. Isme joh connectivity problems tha jasie Bluetooth, Wifi ke woh fix ho jayenge. Isse aapko video recording me bhi improvement dekne ko milega aur isme expanded screenshots bhi added hai

Nougat 7.1.1 Update Rolled Out For Oneplus 3 And Oneplus 3T


Iss Android Nougat 7.1.1 update ka size hoga 353MB aur yeh update karte samay wifi connectivity se use kare krupaya..

Android O क्या  आने वाला है नए Features के साथ ? जानिये

Android 8.0 O 


Google set hai apna naye features aane wale android versions me lane ke liye. iss samy keval 1.2% log hi Android Nougat use kar rahe hai apne devices par, jahan latest android distribution bahut peeche hai..

VentureBeat ke mutaabik, Google apna naye features ane waale android versions me layega ya nahi. toh, android 8.0 O kab release hoga? yeh Afvah aa rahi hai ki iska announcement google aane wale Google I/O 2017 may me kar sakte hai.


Android 8.0 O Ke Features:



Google ek naya feature introduce karne wala hai, jisse "Copy Less" ke naam se bulaya jayega. Iss se aap ek app se doosre app me apna text bina pareshani ke copy kar sakte hai.
Google aapko Finger Gesture use karne dega Triger Actions ke liye.
Automatic detect karletha hai text address ke roop me aur tapping karne se google map par apna Location doond sakte hai.


Aur jaankari pane ke liye yahan click kare.

Mobile World Congree To Be Held In India


Mobile World Congress In India 

Smartphone Industry ke liye achi news hai, Mobile World Congress abh Bharath ki aur bad rahi hai. Jasie ki hum jaante hai MWC 2017 pichle mehna Barcelona Spain me aayijith kiya gaya tha aur abb yeh South East Asian markets ki aur dekh rahe hai.

PTI Reports ke issab se, MWC 2017 September mahine me aayojith karne wale hai. Isse delhi me Pragathi Maidan me aayojan karne wale hai woh bhi 3 din ke liye. Iss aayojan me mobile Brands jaise Huawei aur Facebook isme bhaag lene waale hai iss 3 din ke event me.

COAI Director General Rajan S Mathews ne PTI se kaha hai.


Mobile World Congree To Be Held In India

THERE IS MOBILE WORLD CONGRESS IN BARCELONA AND AN EDITION IN SHANGHAI. THERE IS NOTHING IN BETWEEN FOR SOUTH EAST ASIA. INDIA IS EMERGING AS ONE OF THE GLOBAL LEADERS IN TELECOM WHICH WE WILL ALSO SHOWCASE IN THE INDIAN MOBILE CONGRESS. WE HAVE ASKED OTHER INDIAN BUSINESS ASSOCIATION TO COME TOGETHER AND BE PART OF IT. THE EVENT WILL FOCUS ON KNOWLEDGE SHARING, EXHIBITION, START UPS, SKILL DEVELOPMENT AND ALL PILLARS OF DIGITAL INDIA INCLUDING MAKE IN INDIA.



Swipe Elite Sense with 3GB/32GB Storage Launched For Rs 7499


Swipe Elite Sense


Swipe ne apna ek naya doosra "Elite Sense" budget smartphone launch kiya hai. Isse pehlr Swipe ne apna Swipe Elite Power, Elite 3 tha market me, jo market me acha chal rahe hai.


Swipe Elite Sense chalta hai Android Marshmallow 6.0 ke saath Freedom OS UI flavor iske top par. Isme aapko 1.4 GHz Snapdragon 435 quad-core processor milega. Elite Sense aata hai 3GB RAM, 32GB Internal Memory aur isse aap 64GB thak expandable karle sakte hai MicroSD Card ke madad se.


Swipe Elite Sense with 3GB/32GB Storage Launched For Rs 7499

Iss Smartphone me aapko 4G VoLTE support hai aur isme aapko Fingerprint Sensor bhi milega. Elite Sense mein aapko 13MP Rear Camera aur 8MP Selfie Camera milega. Iss phone mein aapko 2500mAk ka battery milega par isme aapko fast charging support nahi hoga.

Swipe Elite Sense ke keemat hogi Rs.7499, joh aapko flipkart pe exclusively available honge 6th March 2017 se. Yeh ek badiya smartphone hai woh bhi Rs.8000 se bhi cum mein.

Best 5 Android Phones Under 7000 in 2017

Best Mobiles Under Rs.7000


Aap naya Smartphone kareedna chahte ho 4G support ke saath woh bhi sirf Rs.7000 mein, toh aap sahi jaga par aaye ho. Iss blog post me hum aapko batainge sabse behatarin 5 smartphones 4G support ke saath sirf Rs.7000 se bhi kam mein. kuch saal pehle yeh bahut mushkil tah smartphone kareedna woh bhi Rs.7000 mein. abh generation badal chuka hai. Aap 3GB RAm ka phone kareed sakte hain Rs.7000 mein sirf acha pradarshan karne ke liye.Iske alava RAM se, apeksha kare 4G Mobile woh bhi sirf Rs.7000 mein. Kuch smartphones badhiya camera dekno ko milega. Pratisparda adhik hai, jab aap bharat mein budget smartphone ke baare mein baat kare toh. Mainne dekha hai smartphones kaagaj par bahut achche lagte hai, lekin vaastavik pradarshan mein kamee hotee hai. Isliye jald baazi mat kijiye hum aapko batainge best mobiles joh aapke budget mein fit ho. yahan par hai unn best smartphones ki list jisse aap rs.7000 mein kareed sakte ho.

1.Swipe Elite Power

2.Yu Yureka Plus

3.Xolo Era 2X

4.Xiaomi Redmi 3S

5.Swipe Elite Plus


1.Swipe Elite Power

Best 5 Android Phones Under 7000 in 2017

Swipe ek Indian Brand hai joh bahut kush hai apne budget smartphones ke liye. Swipe ne recently apna Swipe Elite Power" Flipkart pe launch kiya tha. Kya yeh best mobile hai Rs.7000 mein?  Kya yeh best 4G mobile hai Rs.7000 mein? chaliye dekte hain. Swipe Elite Power aata hai 5.5-Inch 720P HD IPS Display ke saath. Yeh device run hota hai Android Marshmallow par iske saath stock-like UI iske top pe hoga.Iss device mein aapko 2GB RAM, 16GB Internal Memory aur aap isse 128GB thak expandable karle sakte MicroSD Card ke madad se.


Iss Smartphone ko sanchalit kiya gaya 1.1 GHz Snapdragon 210 Quad-Core processor ke saath. iska pradarshan ek ausat upayogkarta ke liye kaaphee aasaan hai. Jasia iss smartphone ka naam hai, uss ke tarah he isme 4000mAh ki battery hai joh ki bahut badiya hai. yeh smartphone aata hai metal body ke saath jise use karne se aapko acha dikhega.


Yeh ek best 4G mobile hai sirf Rs.7000 mein aur isme aapko VoLTE bhi support karta hai. Iss Smartphone me aapko 8MP ka Rear Camera LED Flash ke saath aur 5MP Selfie Camera front flash ke saath milega. Isse aap bahut achi selfies le sakte ho. Agar aap badiya Smartphone 4G VoLTE aur badiya battery backup ke saath Rs.7000 me kareedna chahte ho toh aap Swipe Elite power kareed sakte ho. Yeh ek badiya 4G Smartphone hai sirf Rs.7000 mein.




Specifications:



  • 5.5-inch 720P HD IPS display
  • Android Marshmallow 6.o.1
  • Quad-core Snapdragon 210 Processor
  • 8 MP Rear Camera LED Flash ke saath
  • 5 MP selfie camera Front flash
  • 2 GB RAM
  • 16 GB ROM
  • 128 GB expandable Memory(MicroSD)
  • 4000 mAh battery
  • 4G VoLTE
  • Fingerprint Sensor


2.Yu Yureka Plus

Best 5 Android Phones Under 7000 in 2017

 Yu joh Micromax ka sub-brand hai, isne apna naya latest budget smartphone launch kiya hai, Yu Yureka Plus. Iski Keemat 10K thi, par ab yeh mobile aapko sirf Rs.7000 mein labya hoga. Yu Yureka Plus ek badiya mobile hai woh bhi sirf Rs.7000 mein. yeh decie Yu Yuphoria ka upgraded verion hai.

Yu Yureka Plus mein aapko 5.5-Inch 1080P ka display milega, jo bahut acha hai. Yeh Smartphone run hota hai Android Lollipop 5.1 par. Iss device me aapko 64 Bit Snapdragon 615 octa-core processor milega. Multitasking ke liye, Yevice aata hai 2GB RAM ke saath aur 16GB Internal Memory aur isme aap ku 32GB ka expandable memory bhi milega. Yu YurekaPlus me aapko 13MP ka Rear Camera aur 5MP ka Selfie Camera milega. Iss device mein appko 2500mAh ka battery milega. Aur isme aapko 4G LTE, 3G, 2G, WiFi, Bluetooth, and GPS yeh sab support karte hain. Isme aap Reliance JIO bhi use kar sakte hain.




Specifications


  • 5.5- inch 1080P Display
  • 1.5 GHz Snapdragon 615 octa-core Processor
  • Adreno 405 GPU
  • 13 MP Rear Camera with LED Flash
  • 5 MP selfie camera
  • 2 GB RAM
  • 16 GB ROM
  • 32 GB Expandable Storage
  • 2500 mAh battery
  • Android Lollipop 5.1
  • 4G LTE 

3.Xolo Era 2X

Best 5 Android Phones Under 7000 in 2017

Xolo Ne Appna Xolo Era 2X launch kiya hai joh ki ek badiya 4G voLTE mobile hai woh bhi sirf Rs.7000 se bhi cum mein. Xolo Era 2X aata hai 5 Inch 720P High Definition IPS Oncell display ke saath. Isme device mein aapko 1.25 GHz MediaTek MT6737 quad-core Processor milega woh bhi ARM Mali T720 MP1 GPU ke saath. Xolo Era 2X run hota hai Android 6.0 Marshmallow par. Iss device mein aapko 4G VoLTE bhi support hai, jisse aap Reliance JIO use kar sake hain.

Xolo Era 2X mein aapko 8MP Rear Camera woh bhi 5P largan lens, Face beauty, aur time lapse video support aur LED Flash ke saath. Isske saath aapko 5MP ka Slefie Camera woh bhi screen flash aur 3P lens ke saath. Iss Smartphone mein aapko 2GB ka RAM, 16GB Internal Memory milega. Iss Xolo Phone mein aapko 2500mAh ka battery milega joh ki thoda average hai.



Specifications

  • 5 inch 720P HD IPS display
  • Dual Sim
  • 1.25 GHz MediaTek MT6737 quad-core Processor
  • 8 MP Rear Camera 
  • 5 MP selfie camera
  • 2 GB RAM
  • 16 GB ROM
  • 2500 mAh battery
  • Android Marshmallow 6.0
  • 4G VoLTE

4.Xiaomi Redmi 3S


Best 5 Android Phones Under 7000 in 2017

Xiaomi ka latest Budget Smartphone hai Xiaomi Redmi 3S , ye ek badiya mobile hai sirf Rs.7000 se bhi cum mein jisse aap kareed sakte hai. Kya yeh ek badiya 4G VoLTE mobile hai Rs.7000 mein? chaliye dekhte hain. Xiaomi Redmi 3S ek aisa mobile hai jismee aapko saare features labya honge honge woh bhi cum dham mein. Redmi 3S mein aapko 5-inch 720P ka display milega. isse aap aasani se use kar sakte hai apne haaton mein. Redmi 3S run hota hai Android Marshmallow 6.0.1 MIUI 8 UI par. MIUI 8 ka design aur iska performance bahut smooth hota hai. Agar aapku MIUI pasand nahi hai toh aap doosre Android Launchers bhi Install karle sakte hai.

Xiaomi Redmi 3S sanchalit hai Snapdragon 410 Octa-core processor ke saath. Iss price mein aapko badiya performance aur fast processor bhi milega. Iss me aapko games khelne me pareshani nahi hogi. kyunki isme Adreno 505 GPU hai. Iss device mein aapko 2GB RAM, 16GB Internal Memory aur aap isse 128GB thak expandable karle sakte MicroSD Card ke madad se. Camera ki baat kare toh, isme aapku milega 8MP rear Camera LED Flash ke saath aur 5MP Selfie Camera milega. Iski camera quality bhi badiya hai woh bhi iss price range mein. Isski 5MP Selfie Camera se aap badiya selfies le sakte hai.

Iss Device ki kaas baat hai iski Battery backup. Iss Mobile mein aapko 410mAh ka Battery milega joh ki ek badiya mobile hai sirf Rs.7000 mein badiya battery backup ke saath. Iss me 4G VoLTE bhi support karta hai, jisse aap Reliance JIO use kar sakte hain iss device mein bina kisi pareshani ke. Yeh ek badiya 4G mobile hai Sirf Rs.7000 mein.


 buy now




Specifications


  • 5-inch 720P HD display
  • Android Marshmallow 6.o.1 on MIUI 8
  • Snapdragon 430 Octa-core Processor
  • 13 MP Rear Camera
  • 5 MP selfie camera
  • 2 GB RAM
  • 16 GB ROM
  • 128 GB expandable
  • 4100 mAh battery
  • 4G VoLTE


5.Swipe Elite Plus

Best 5 Android Phones Under 7000 in 2017

Swipe ne apna Swipe Elite Plus mobile launch kiya hai joh ki elite ka upgraded version hai. Kya yeh ek best phone hai Rs.7000 mein? chaliye dekte hain. Swipe Elite Plus ek badiya phone hai woh bhi badiya specifications ke saath. Yeh phone aata hai 5-inch Full HD (1080P) IPS SHARP display ke saath aur iske saath aata hai Dragontrail Glass. Iski Display quality bahut badiya hai woh bhi iss price range mein. Swipe ELite Plus aata hai 1.5 GHz Snapdragon 615 octa-core processor ke saath. Iss device ki performance ki bbat kare toh yeh kaafi smooth hai aur aapko use karne mein bhi aasani hogi. 

Iss device mein aapko 2GB RAM, 16GB Internal Memory aur aap isse 64GB thak expandable karle sakte MicroSD Card ke madad se. Iske alava Swipe aapko 100GB ka Cloud Storage bhi offer kar ahi hai. isse aapke device mein storage ki kamhi nahi hogi. Swipe Elite Plus mein aapko 13MP ka Rear Camera joh ki bahut badiya hain woh bhi iss price range mein. Iske saath LED Flash, 1080P video Recording, jisse aap HD clarity mein videos record kar sakte hain, aur iska rear camera Samsung sensor pe chalte hai. Iske saath aapko 8MP ka Selfie Camera woh bhi 88-degree wide angle lens ke saath aata hai. Iss Devie ka Selfie bhi bahut badiya hai aap yakin nahi karenge. Swipe Elite Plus Run hota Android Lollipop 5.0.2 par woh bhi Freedom OS ke saath. 

Iss Device mein aapko 3050mAh ka battery milega. Iske saath aapko dual sim, 4G LTE, 3G, Bluetooth, WiFi, and GPS yeh sab support karte hain.




Specifications

  • 5 inch 1080P Full HD display
  • Dragontrail Glass Protection
  • Android Lollipop 5.0.2 with Freedom OS
  • 1.5 GHz Snapdragon 615 octa-core Processor
  • 13 MP Rear Camera
  • 8 MP selfie camera
  • 2 GB RAM
  • 16 GB ROM
  • 3050 mAh battery

Panasonic Eluga Pulse And Pulse X Ready To Launch In India

Panasonic Eluga Pulse And Pulse X


Panasonic ne aadhikaarik roop se apne do naye Smartphones launch kiya hai India me, jinki keemat 10k thak ho sakti hai.Eluga Pulse aur Eluga Pulse x pratisparda karinge poore pasand ke saath Xiaomi Redmi Note 4, Swipe Elite Max, Lenovo K6 power ke saath.


Panasonic Eluga Pulse

Panasonic Eluga Pulse And Pulse X Ready To Launch In India

Panasonic Eluga Pulse aata hai 5-Inch HD Display ke saath aur iske saath "Ashi Dragon Trail Glass Protection" bhi milega. Yeh Device Run hota hai Android Marshmallow 6.0 par jisse sanchalit kiya gaya ek "Unknown 1.2 GHz quad-core processor" ke saath. Eluga Pulse me aapko Mediocre 2200mAh ka Batterymilega jo ki dayaneey(Pathetic) hai.

Iss Device me apako 2GB RAM, 16GB Internal Memory milega aur aap isse 128GB thak expandable(badhaale) sakte hai MicroSD Card ke madad se. Iss Smartphone me aapko 13MP rear camera aur 5MP Selfie Camera milega. Iss Device me 4G VoLTE, Fingerprint sensor, WiFi, Bluetooth, and GPS yeh sab support karte hai. Panasoni Eluga Pulse kee keemat hai Rs.9690.


Panasonic Eluga Pulse X

Panasonic Eluga Pulse And Pulse X Ready To Launch In India

Panasonic Eluga Pulse X aata hai 5.5_Inch HD Display ke saath aur iske saath "Ashi Dragon Trail Glass Protection" bhi milega. Yeh Device Run hota hai Android Marshmallow 6.0 par aur iske saath jisse sanchalit kiya gaya "1.2 GHz quad-core processor" ke saath. Iss device me aapko 3000mAh ka Battery milega woh bhi bina fast charging support ke saath.

Iss Device me apako 3GB RAM, 16GB Internal Memory milega aur aap isse 128GB thak expandable(badhaale) sakte hai MicroSD Card ke madad se. . Iss Smartphone me aapko 13MP rear camera aur 5MP Selfie Camera milega. Iss Device me 4G VoLTE, Fingerprint sensor, WiFi, Bluetooth, and GPS yeh sab support karte hai. Panasoni Eluga Pulse X kee keemat hai Rs.10990.

Nokia 3, Nokia 6, Nokia 5 Phones To Launch With “Made In India” in June


Nokia Phones 2017


Nokia phir se aa raha hai apne naye phones ke saath. Nokia June 2017 me India me Vaapsi kar raha hai. HMD Global Foxconn ke maadhyam se India me phones ka nirmaan karne wala hai.



Nokia ne haal hee mein ghoshna kee Nokia 3, Nokia 5, Nokia 6 and Nokia 3310 MWC 2017 par.  Abh ye sabhi Smartphones aapko india me June 2017 ke aaspaas dekhno ko milinge.


Nokia 3, Nokia 6, Nokia 5 Phones To Launch With “Made In India” in June


Aisa lagta hai Launch bahuth vilambith kiya gaya, kaas specifiactions aur price ke kaaran. India me iski keemat vaishvik bajar ke saman he hogi, jisse mushkil hogi nogia ko jeevit rakne ke liye.
Powered by Blogger.