Xiaomi Redmi Note 5A

ज़ियाओमी(Xiaomi)) ने वर्ष के लिए अपने नोट स्मार्टफोन फोन की घोषणा की है, यह रेडमी नोट 5 ए(Redmi Note 5A) है और हमेशा की तरह एक बजट श्रेणी के अंतर्गत है यह पूरी तरह से एक Redmi नोट नहीं है, लेकिन कम अंत विनिर्देशों के साथ एक सस्ता मॉडल है।


रेडमी नोट 5 ए(Redmi Note 5A) आता है 5.5 इंच (1280 x 720 पिक्सल) एचडी(HD) 2.5D घुमावदार कांच डिस्प्ल(Curved Glass) के साथे। यह 1.4GHz Octa-Core Snapdragon 435 मोबाइल प्लेटफॉर्म के साथ Adreno 505 GPU द्वारा संचालित है। यह डिवाइस दो रूपों, 2 जीबी रैम और 16 जीबी स्टोरेज और 3/4 जीबी रैम में 32/64 जीबी के आंतरिक भंडारण के साथ 128 जीबी तक समर्पित माइक्रोएसडी कार्ड समर्थन में आता है।


प्रत्येक संस्करण पर कैमरे अलग-अलग हैं, इनमें से एक 13 एमपी रियर कैमरा और 5MP फ्रंट-फ़ेसिंग कैमरा है। और, दूसरे वाला फ्लैश और 13 एमबी रियर कैमरा वाला एलईडी फ्लैश और 16 एमबी फ्रंट-फेस कैमरा वाला कैमरा फ्लैश और ओमनीविजन सेंसर वाला कैमरा है। उच्चतर संस्करण में पीठ पर एक फिंगरप्रिंट सेंसर होता है और दोनों प्रकार की 3000 एमएएच बैटरी क्षमता के साथ आती है।


श्याओमी रेडमी नोट 5 ए(Redmi Note 5A) शैम्पेन सोना, रोज सोना और प्लेटिनम रजत रंगों में पहुंचने वाला है और यह 69 9 युआन या रुपये की कीमत के साथ आता है। 6,720 लगभग अन्य उच्च अंत संस्करण 1199 युआन या रुपये की कीमत के साथ आता है। 11,530 में 64 जीबी स्टोरेज के साथ यह स्मार्टफोन चीन में 22 अगस्त से बिक्री पर होगा।⁠⁠⁠⁠

[HINDI][GlazeOS] Latest Nougat ROM For Yunique

GlazeOS ROM for Yunique

Agar aap apne yunique device ke liye latest Nougat Custom ROM doond rahe ho toh, App sahi jagah par aaye hai. Aaj ke iss blog post main hum aapko latest GlazeOS apne Yunique device main kaise install karein batainge. Aapko bas karna yeh hoga, Niche diye gaye steps ko follow karna hoga aur apne device main koshish karna hoga. Choti si galti aapka device ko Hard Brick kar sakti hai.

Pre-Requisites:

  • Pehle apne mobile ko 60-70% tak charge karlijiye, Thaki flashing ke waqt switch off na ho sake
  • Apne device ka full backup karle(agar flashing ke samay aapka koi important file delete hogaya toh usse aap phir se recover kar sakte hai)
  • Abh GlazeOS Rom file ko download kareing aur apne device main copy karle
  • Apne device main USB Debugging ON karein
  • Custom Roms Install karne ke liye apka device rooted hona chahiya aur Bootloader Unlock arna hoga

Steps To Install GlazeOS on Yunique:


  1. Pehle GlazeOS ROM file apne PC main download karle
  2. Abh apne device ko PC se connect  karein aur download file ko device ke internal storage main copy karle
  3. Apne device ko abh unplug karde PC se
  4. Abh apne device ko power off kar dijiye
  5. apne device ko recovery mode main boot karne ke liye Volume Up+Power button ko hold kijiye
  6. Recovery mode open hone ke baad, Install main jahiye aur copy kiya hua file ko select karein aur slide kar ke usse install karein
  7. Install hone thak wait karein, abh GAPPS Install karein
  8. Abh apne device ko reboot karein aur GlazeOS ka maja le apne Yunique device main.


Files to Download:

GlazeOS

GAPPS

How To Install Android 7.1.1 Nougat On Moto G4 Play

Android 7.1.1 Nougat Update for Moto G4


Moto G4 Play users ke liye ek achi kabar hai, moto company ne nougat update shuru kar diya Mot G4 Play users ke liye. Yeh update aapko Android 7.1.1 nougat par milega. Abhi toh yeh moto g4 device  android 6.0 marshmallow ppe chal raha hai aur iss update se aap apne device main android 7.1.1 nougat paa sakte hai. Aaj ke iss blog post main hum appko batainge ki aap isse kaise download karein aur kaise apne device main install karein. iskeliye aapko thodi savdhani barakni hogi aur hamare dwaara niche diye steps ka paalan karein.

Agar aapko yeh update apne mobile main check karna ho toh aap Setting > About Phone > System update main jaa kar check kar sakte. Agar aapko yeh update apne mobile par aa gaya hai toh aap isse apne wi-fi se hi update karrein. Wi-Fi use karke android 7.1.1 nougat update install karein aur wahan par dikaye gaye steps ko follow karte hue isse update karein.

Yeh Nougat Update sare Moto g4 users ke liye release kar diya gaya hai par sare duniya me iss update ko aane me kuch waqt lag sakta hai. Aur jo users iss update ko jaldi pana chahte hai, aur joh OTA update tak intajar nahi kar sakte hai, Unke liye iss Android 7.1.1 Nougat Update ko Manually kaise update karein batane jaa rahe hain. Bas aapko karan yeh hai niche diye gaye Download Links ko Install kare aur hamare dwara diye gaye steps ko follow karein.

Pre-Requisites:

  • Sabse pehle apne device ko 60% thak charge karein
  • Install karne se pehle apne device ka backup karle. Isse agar aapko install koi bhi problem ho toh aap isse recover karle sakte hai.
  • Apne device main USB Debugging ON karein
  • Moto G4 ke USB drivers apne PC main install karein aur ADB Tools bhi install karein
  • Aur ek baat dhyan rake yeh update sirf Moto g4 users ke liye hi hai

Steps To Install:

1. Pehle Nougat update file install karein aur isse apne device main copy karle
2. Abh apne device ko power Off karein
3. Aur Device ko Recovery Mode main boot karne ke liye Volume Down+Power button ko dabake pakde thodi der ke liye
4. Recovery Mode open hone ke baad Install from ADB par click karein, Click karne ke baad apke device ADB mode pe chale jayega
5. Abh apne PC main ADB folder open karein aur Shift+Right Click dabaye Command Window open hone ke liye
6. Abh aapko niche diye gaye commands ko type karna hoga

adb sideload Filename.zip

7. Yeh istall hone thak wait karein
8. Install hone ke baad apne device ko reboot karein
9. Abh aap successfully apne device main Android 7.1.1 Nougat update kar chuke hai.

Download Files:




Nubia M2

Nubia ne apne pichle smartphone Nubia N2 ke baad abh indian markets me apna naya smartphone Nubia M2 Launch Karne wala hai Friday ke din. Aap iss device ko sirf Amazon pe kareed sakte hai, Aur Amazon prime users ke liye Prime Day Sale joh ki July 10th ko start hoga aur iss din aap Nubia M2 device book kar sake hai. Yeh device pko Champagne Gold aur Black Gold Colour opions me labya honge.



Nubia Company ne M2 smartphone ko iss saal ke March mahine mai release kiya gaya tha. Aur iss device ki kaas baat iska Dual Camera Setup aur iska 4GB RAM.

Specifications:

Nubia M2 mai aapko 5.5-inch(1080x1920pixels) Full HD On-Cell AMOLED Display milega aur iss device mai aapko Snapdragon 625 ka chipset milega jisme aapko 4GB ka RAM aur 64GB ka internal storage milega. Aur aap iss device ko 200GB tha expandable karle sakte hai MicroSD card ke madad se. Nubia ne abhi 128GB variant India mai launch nahi kiya hai.



Iss device ki baat iski Dual camera setup hai joh ki 13MP Sony CMOS Sensors ke saath f/2.2 aperture aur Saphire Glass Protection ke saath milega. Aur iss smartphone mai aapko 16MP ka Selfie camera milega woh bhi 80-Degree Wide-Angle Lens aur f/2.0 aperture ke saath.

Nubia M2 mai aapko VoLTE 4g bhi support karega aur iss device mai aapko Bluetooth v4.1, Wi-Fi, GPS, OTG aur USB Type-C port bhi milega. Iss device mai aapko 3630mAh ka battery milega woh bhi NeoPower 2.5 Fast Charging support ke saath. 

[HINDI]How to Soft & Hard Reset your HTC U11


HTC U11

Aaj ke iss blog post mei hum aapko bataane jaa rahe HTC U11 smartphone ko Hard or Soft Reset kaise karein. Yeh thoda mushkil hai karna, Kyunki choti si galti aapka device ka saara data delete ho sakta hai aur aapka device Hard yeah Soft Brick bhi ho sakta.

Humhe maalum hai ki kya savdhani barakni chahiye yeah sab karte samay aur aaj hum yeah sab aapko batane wale hain jisse aapko yeah sab karne main koi pareshani na ho aur aasani se kar sake. Hum aapko step-by-step kaise karna hai batainge aapko sirf isse follow karte hue apne device main apply karna hoga.

Start karne se pehle aapko batade di ki Soft Reset karne par aapke mobile ki files delete nahi hongi par Hard Reset karne par aapki device ki saari data delete ho jayegi, Jaise contacts, call logs, messages, images, videos, apps. Isliye Reset karte samay saavdhani se karein.

Note: we are not responsible for any type of harm. Do it at your own risk.

Pre-Requirements:


Apne device ko 60-70% thak charge kijiye

Shuru karne se pehle apne device main maujud files ka backup karle(Contacts, Messages, Call Logs, Etc)

Aur niche diye gaye steps ko dhyan se follow karein warna appki device brick ho sakti hai

Steps To Hard Reset HTC U11:


  • Pehle Device Ko Power Off karein
  • Abh Volume Down+Power Button ko ek saath dabake rakhiye jab thak device vibrate naa ho
  • Volume button ki madad se recovery mode main jahiye
  • Aap sidhe Volume UP+Power button ek saath hold karke bhi jaa sakte hain Recovery Mode main
  • Volume buttons ki madad se wipe data/Factory reset par jahiye aur power Button ki madad se use click karein

[HINDI]How to Soft & Hard Reset your HTC U11
  • Phir Volume button ki madad se userdata+Personalized conteent par jahiye aur power button press karke isse select karein
  • Yeh process finish hone main hoda waqt lagega, thodi dher wait karein
  • Process complete hone ke baad apne device ko Reboot karein.

HMD Nokia "Made In India" Tag Ke Saath June Main Launch Hoga


Nokia3, Nokia 5 & Nokia 6


Nokia jo ek waqt mobiles ka baap huwa karta ta wah abh latest official reports ke anusaar HMD Global India main apne Phones launch karne waala hai. News ke anusaar yeh phones june ke first week main Indian Markets main launch hone wale hai. Abhi yeh decide nahi hua ki Nokia apne saare model launch karne wale hai yaah kuch models. Par yeh May ke last week thak yeh bhi decide ho jayega ki nokia kaunse models India main launch karne waal hai. Yeh ho sakta hai ki HMD 2 ke phones pehle launch ho sakte hain aur baaki 2 badh main.

Nokia 3:


Iss device main aapko 5-inch(1280 x 720pixels) HD display woh bhi 2.5D sculpted corning gorilla glass display ke saath. Nokia 3 main aapko 1.3GHz quad-core MediaTek MT6737 64-bit processor ke saath Mali T720 MP1 GPU milega. Iss device main aapko 2GB RAM aur 16GB Internal Memory milega, Jisse aap MicroSD card ke madad se 128GB thak expandable karle sakte hai. Yeh device Run hota Android 7.0 (Nougat) par aur aapko iss device main Dual Sim bhi milega. Nokia 3 main aapko 8MP Autofocus Rear camera LED Flash  aur f/2.0 aperture, 1.12um pixel size ke saath, Aur 8MP Autofocus Selfie camera LED Flash  aur f/2.0 aperture, 1.12um pixel size ke saath. Iss Phone main aapko 2650mAH ka Battery milega.

Nokia 5:


Nokia 5 main aapko 5.2-inch ka display milega aur yeh mobile Qualcomm Snapdragon 430 processor par sanchalit hai. Iss device main aapko 2GB RAM aur 16GB Internal Memory milega aur camera ki baat kare toh isme aapko 13MP Rear camera aur 8MP wide angle selfie camera. Yeh device run hota hai Android 7.1.1 Nougat (Google Assistant) par. Iss device main aapko FIngerprint sensor bhi milega aur iss device ki battery 3000mAh ki hogi.

Nokia 6:

Iss device main aapko 5.5-inch ka  Full HD resolution display woh bhi 2.5D gorilla glass ke saath milega. Nokia 6 Qualcomm Snapdragon 430 processor par sanchalit hai aur iss device main aapko 4GB RAM aur 64GB Internal Memory milega. Yeh device Run hota hai Android Nougat par aur camera ki baat kare toh isme aapko 16MP Rear camera LED Flash ke saath aur 8MP selfie camera milega.. Iss device main aapko 3000mAh ki battery hogi.

Nokia 6, Nokia 5 aur Nokia 3 in sabhi phones ki kemmat hogi Rs.14,000-16000, Rs.10,000-13000, aur Rs.8,000-10,000 thak ke beech ho sakti hai. Nokia 3310(2017) India main Rs.3,500 main launch ho sakti hai.

Panasonic Eluga Ray Aur P85 Launched In India

Panasonic P85 & Eluga Ray


Panasonic ne India main apne 2 naye "Panasonic P85" aur "Panasonic Eluga Ray" smartphones launch kar diye hain. Inn dono he devices main aapko 4000mAh ki battery milegi. P85 aur Eluga Ray dono he ek low budget smartphones hai magar aapko eluga Ray main Panasonic ki aur se ARBO jo ki ek Assistant AI hai woh milega. P85 Aapko Grey aur Gold colour variants me milega aur iski keemat hogi Rs.6,499. Panasonic ELuga Ray aata hai Space Gray, Gold aur Rose Gold colour variants main aur iss device ki keemat hogi Rs.7,999. Dono Mobiles aapko Flipkar pe exclusively available honge May 15th se.

Specifications:


Panasonic Eluga Ray Aur P85 Launched In India


Panasonic P85 aata hai 5-inch (1280 x 720) HD display ke saath aur yeh device aata hai 1GHz Quad-COre processor ke saath. Iss device main aap ko 2GB RAM aur 16GB Internal Memory jisse aap expandable bhi Karle sakte hai MicroSD card ke madad se 64GB thak.  P85 Run hota Android 6.0(Marshmallow) par.

Iss device main aapko Rear camera LED Flash ke saath aur 2MP Selfie camera milega. Iss device main aapko 4000mAh ka battery milega aur iss device main aapko 4G VoLTE, Dual Sim, Wi-Fi 802.11 b/g/n, Bluetooth 4.0 aur GPS milega.


Panasonic Eluga Ray Aur P85 Launched In India



Panasonic Eluga Ray aata hai 5-inch (1280 x 720) HD display ke saath aur yeh device aata hai 1.3GHz Quad-Core Mediatek processor ke saath. Iss device main aap ko 3GB RAM aur 16GB Internal Memory jisse aap expandable bhi Karle sakte hai MicroSD card ke madad se 64GB thak. Eluga Ray Run hota Android 6.0(Marshmallow) par.

Iss device main aapko 13MP Rear camera LED Flash ke saath aur 5MP Selfie camera woh bhi LED Flash ke saath milega. Eluga Ray main aapko FIngerprint Sensor bhi milega joh Home Button par hoga. Iss device main aapko 4000mAh ka battery milega aur iss device main aapko 4G VoLTE, Dual Sim, Wi-Fi 802.11 b/g/n, Bluetooth 4.0, GPS 3.5mm, FM Radio aur Audio Jack milega.

Samsung Galaxy J5 Prime 32GB Variant Launc hogaya sirf Rs.14.900

Samsung Galaxy J5 Prime


Samsung apne Galaxy J7 prime ke baadh abh Indi me Galaxy J5 prime launch kiya gaya hai. Iss device ki keemat hogi Rs.14,900 aur 16GB ki keemat hogi Rs.13,790. Galaxy J5 prime aapko two colour variants me labya honge black and gold.

Samsung Galaxy J5 Prime 32GB Variant Launc hogaya sirf Rs.14.900


Specifications:


Samsung Galaxy J5 Prime main aapko 5-inch(1280 x 720) ka display milega woh bhi 2.5DCorning Gorilla Glass protection ke saath aur iss phone main aapko 1.4GHz exynos 7570 quad-core processor milega. J5 prime main aapko 2GB RAM aur 16GB/32GB internal memory milega jisse aap MicroSD card ke madad se 256GB thak badale sakte hai.

Yeh device run hota Android 6.0(Marshmallow) par. Iss device main aapko dual sim bhi milega. Camera ki baat kare toh iss device main aapko 13MP ka rear camera LED flash f/1.9 aperture ke saath aur 5MP selfie camera f/2.2 aperture ke saath milega. J5 Prime main aapko Fingerprint sensor bhi milega. Aur iss device main aapko 4G VoLTE, Wi-Fi 802.11 b/g/n, Bluetooth 4.1, GPS bhi milega. Iss device main aapko 2400mAh ka battery milega.

Stay with us for more latest Update..................

Intex Aqua A4 Android 7.0 पर और  VoLTE support के साथ सिर्फ Rs. 4199 में

Aqua A4


Aqua ने अपना नया स्मार्टफोन प्रारम्भ किया है Aqua A4, वह भी VoLTE के साथ वोह भी बहुत ही कम दाम में Rs.4199. यह डिवाइस आता है Quad-Core processor के साथ और Android Nougat 7.0 पे चलता है. यह स्मार्टफोन आपको बहुत ही कम दम में मिलेगा जोह की बिलकुल आपके प्राइस रेंज में होगा.

Aqua A4 आता है 4-inch डिस्प्ले जिसमे आपको 800 x 480 pixels Resolution मिलेगा. यह एक बढ़िया डिस्प्ले नहीं कह सकते और इसमें आपको 2 multi-touch point मिलेगा. इस डिवाइस में आपको 1GB RAM और 8GB internal storage जिससे आप MicroSD card के मदद से बढ़ाले भी सकते हैं.

हुड के तहत, यह माली 400 जीपीयू के साथ स्प्रेडट्रम एससी 9832 क्वाड-कोर चिपसेट द्वारा संचालित है. इस डिवाइस में आपको 5MP rear camera वोह भी Flash के साथ और 2MP selfie camera जहां दोनों कॅमेरों में फिक्स्ड फोकस मिलेगा. इसमें आपको 1750mAh की बैटरी मिलेगी जिससे आप लगातार 2 से 6 घंटे थक बात कर सकते है.

पाईये Rs.100 वापस  बाहुबली 2 मूवी पर. इसके लिए आपको निचे दिए गए विकल्प का पालन करे.

पाईये Rs.100 की छूट "Baahubali 2- The Conclusion" मूवी पर

नीचे दिए गए कदमो का पालन करे :



  • इसके लिए आपको Paytm.com यह Paytm App यूज़ करना होगा.
  • यह ऑफर थिएटर पर बुकिंग काउंटर पर खरीदने पर नहीं मिलेगा.
  • इस ऑफर को पाने की लिए आपको "BAAHUBALI" इस Promocode को यूज़ करना होगा.
  • यह ऑफर कुछ समय की लिए ही सीमित है.
  • इस ऑफर से आप RS.100 वापस पा सकते है.
  • यह ऑफर सिर्फ "BAAHUBALI 2 - The Conclusion" मूवी की लिए ही है.
  • इस ऑफर को पाने की लिए आपको 2 Tickets Book करना होगा.
  • यह Promocode "Proceed to Pay" option से पहले ही दाल दीजिये.
  • यह promocode सिर्फ एक ही बार यूज़ कर सकते है.
  • पPromocode दर्ज करने की 24 घंटो में आपके Rs.100 वापस आपको मिल जाएंगे.


सैमसंग गैलेक्सी S8+ को पुनारम्भ प्रॉब्लम का सामना, कुछ उपयोगकर्ताओं ने किया शिकायत


सैमसंग की नयी गैलेक्सी S8 और गैलेक्सी S8+ स्मार्टफोन से जुड़ी शुरुआती समस्या अभी बंद नहीं हुवा है. सैमसंग गैलेक्सी S8 और S8+ के उसेर्स ने शिकायत दर्ज की है "लाल टिंट डिस्प्ले" समस्या के फिक्स के लिए. जो सैमसंग गैलेक्सी उपयोगकर्ता अभ तक केवल US में शिकायते आ रही थी अभ वे सारे क्षेत्रो में पायी जा रही है.

कई और उसेर्स ने अभ इस स्मार्टफोन से झड़ी समस्या की शिकायत कंपनी की ऑफिसियल फोरम और XDAसाइट्स पर दर्ज कर चुके है. एक यूजर ने कुछ इस प्रकार लिखा है " मेरी सैमसंग गैलेक्सी डिवाइस बार बार बंद और चालु हो रही है" जब की मोबाइल को सेफ मोड पि रख कर देख चुके है. जब कंपनी को कॉल किया तोह उन्होंने कहा की रिटेलर के पास जाकर रेप्लसेमेन्ट करवा ले.

विशेष रूप से इस डिवाइस की पहली शिकायत एक उपयोगकर्ता ने कंपनी के फोरम पर दर्ज की थी " मैंने अपनी नयी समसंग गैलक्सी S8+ फ़ोन खरीद ली है और फ़ोन के सारे फीचर्स बहुत बढ़िया है परंतु फ़ोन बार बार रीस्टार्ट हो रहा है. पिछले 10 घंटो में डिवाइस 7 बार थक रीस्टार्ट हो चूका है. यह समस्या जब मई कैमरा और सैमसंग थीम्स यूज़ करते समय हो रहा है और इस बात कि परेशानी नहीं है की  फोन चार्ज हो रहा है या नहीं. अचानक APPS फ्रीज हो जाना फिर स्क्रीन बांध हो जाना और फिर डिवाइस रीस्टार्ट हो जाता है. यह समस्या और किसीको है और इस समस्या का हल जानते हो तोह बताइएं.

सैमसंग गैलेक्सी S8+ उपयोगकर्ताओं को इस पुनरारंभ समस्या का सामना करना पड़ रहा है. इस का एक समाधान यह बताया गया है की अपने डिवाइस से MicroSD कार्ड को निखळ दे. कुछ उसेर्स का कहना है की वह अपने डिवाइस में MicroSD कार्ड डाले ही नहीं है. दुर्बाग्या से अभ थक  Samsung कंपनी ने आधिकारिक रूप से इस मुद्दे को स्वीकार नहीं किया है.

दूसरे ख़बरों में, सैमसंग ने गैलेक्सी  S8 और गैलेक्सी S8+ उपयोगकर्ताओं द्वारा दर्ज किये गए लाल टिंट डिस्प्ले की शिकायत को फिक्स करना शुरू कर दिया है. पिछले हफ्ते,  दक्षिण कोरिया ने उपयोगकर्ताओं के लिए सॉफ़्टवेयर पैच से लाल टिंट डिस्प्ले समस्या जारी होने वाले बग को ठीक करने की कोशिश की थी. कमपनी अभ इससे अधिक मार्केट्स में उपलब्ध करने में लगी है. सैममोबाइल के अनुसार, Turkey और UK के उपयोगकर्ताओं की समस्या ठीक करने में लगी है जबकि Germany और Turkey भी इस समस्या को ठीक करने में लग चुकी है.

 

Samsung Galaxy J3 Prime


सैमसंग(Samsung) ने बजट में अपना नया स्मार्टफोन(smartphone) लांच किय है Galaxy J3 Prime(गैलेक्सी ज्३ प्राइम). यह डिवाइस देश में T-Mobile और MetoPCS के सहयोग से अमेरिका(US) में लांच किया गया है. यह डिवाइस Galaxy J3 Prime अपने फ्लैगशिप S8 और S8+ के बाद लांच किया गया है.



इस डिवाइस के स्पेसिफिकेशन्स(specifications) देकते है. यह डिवाइस आता है 5_inch HD डिस्प्ले(display) के साथ और आता है Quad-Core 1.4GHz Exynos Processor के और इसमें आपको 1.5GB RAM भी मिलेगा. इस डिवाइस में आपको 5MP का Rear  Camera(रियर कैमरा) और 2MP का Selfie Camera(सेल्फी कैमरा) मिलेगा. Galaxy J3 Prime में आपको 16GB का Inbuilt Storage(इनबिल्ट-स्टोरेज) मिलेगा और आप इसे 128GB थक Expandable(एक्सपेंडेबल) कर सकते है MicroSD Card के मदद से. इस डिवाइस में आपको 2600mAh का बैटरी मिलेगा.

J3 Prime रन होता है Android Nougat पर और इस डिवाइस की कीमत होगी $150(Rs.9600) . इस डिवाइस को आप T-Mobile और MetroPCS से खरीद सकते है. T-Mobile पे आप प्रति मेहना $6/month से  24months यानी $150 में Postpaid Users(उसेर्स) खरीद सकते हैं और Prepaid कस्टमर्स के लिए भी वही कीमत होगी $150 और आप यहाँ पर $75 का बचत पा सकते हैं. यह डिवाइस MetroPCS वेबसाइट पर पाया गया है. Prepaid users के लिए यह डिवाइस सिर्फ $69 में पा सकते है. 




Meizu ne apna naya latest 'E' series smartphone "Meizu E2" ki ghoshna ki hai. Yeh device company ka latest smartphone hai who bhi 3400Mah ki battery ke saath.

Meizu E2 me aapko 5.5Inch(1920x1080) LCD display milega. Yeh device aapko two variants me milega, 3GB RAM ke saath 32GB storage aur 4GB RAM ke saath 64GB storage aur aap in dono he devices ko MicroSD card ke madad se apne device ka storage expndable karle sakte hai. Iss device me aapko Mediatek Helio processor jo ki ARM Mali T880 GPU ke saath milega.



Yeh device run hota hai Flyme 6.0 joh ki YunOS par adharith hoga.  Iss device me aapko 13MP ka front camera woh bhi Quad-LED flash ke saath aur 8MP ka selfie camera milega. Meizu E2 me aapko 3400Mah ka battery milega woh bhi fast charging ke sath jisse aapka device 30 minutes main 40% charge ho jayega. Iss Device main aapko Dual Sim slot milega aur isme aapko 4G VoLTE bhi support hoga.

Meizu E2 3GB RAM ki keemat hogi Rs.12000 aur 4GB RAM ki keemat hogi Rs.15000. Yeh device aapko three colors main labya honge Black, MoonLight Silver, Champagne Gold aur iss device ka pre-order aaj se start ho chuka hai aur iska sale 29th april se start hoga. 

OPPO F3 Dual Selfie camera ke saath mein Baahubali 2 ke film ke saath Bharath me shubharambh hoga

OPPO F3 With Dual Selfie Camera


OPPO ne apna F3 Plus Flagship Mobile last month launch kiya tha. Abh yeh company apna naya smartphone F3 launch karne wala hai woh bhi bahut kam dham mein jaisa unhonhe waada Kiya tha. Yeh Smartphone 4th May 2017 ko Baahubali 2 ke film ke saath shuru kiya jayega. F3 mein bhi aapko Dual Selfie camera milega, jaisa F3 Plus mein bhi tha.

OPPO F3 Dual camera setup ke liye iske do tarike hai, Jaise ki pehla sensor Individual camera ke liye aur doosra sensor Wide-Angle Selfies ke liye use kiya jata hai. Iss device ki specification abhi bahar nahi aayi hai, par company ne ek behtar anubhav ke liye uchh nishpaadan vaale hardware aur kushaltapurvak anukoolit software pradaan karne ka vaada kiya hai.

OPPO F3 Dual Selfie camera ke saath mein Baahubali 2 ke film ke saath Bharath me shubharambh hoga


Company ne yeh Kaha hai ki "Both Baahubali and OPPO share the same spirit of pursuit of perfection". Inka Udeshya darhakon ko sarvotham drushya anubhav pradan karana aur unhe jeevan anubhav se bada dena hai. Oppo apne consumers ke liye asaadharan anubhav ke saath innovative technologies provide karne me lagi hai.

 

GEOTEL NOTE With 3GB RAM


Kuch din pehle he GEOTEL ne apna mid- range smartphone GEOTEL Note market me launch Kiya Tha, isn't aapko Nadiya specifications milenge.

GEOTEL note AATA Hai 64-bit mediatek quad core processor, iss device mey aapko 3gb ram air 16gb internal memory milega. GEOTEL Note smartphone ki keemat hogi $89.99.  Iss price range me aapko 3gb ram woh bhi 4g volte ke saath milna bahut badiya Hai. decent antutu benchmark se iss device ka kaasiyat maalum hogi.



Iss device ka metal print design iss device ki kaas baat Hai. Dekhne Mei yeh device premium aur stylish hoga, joh aapko sirf $90 mey aapko yeh smartphone mil Raha Hai. Iss device Mei aapko 5.5inch ka display jisme 50% displaying contrast aur 20% colour gamut milega.



GEOTEL Note Mei aapko 13mp ka rear camera aur 8mp ka selfie camera milega. Iss GEOTEL device Mei aapko 3200mAh ka battery milega, joh aasani see em din tak use Kar sakte Hai. Iss device Mei aapko 4g volte, Bluetooth, GPS, aur 3.5mm ka audio jack milega. Aap iss GEOTEL Note smartphone ki AliExpress see kareed sakte ho.

Nougat 7.1.1 Update Rolled Out For Oneplus 3 And Oneplus 3T


Oneplus 3 And 3T Nougat Update


Oneplus One ne Android Nougat 7.1.1 ka Update shuru kiya hai Oneplus 3 aur Oneplus 3T devices ke liye woh bhi  OxygenOS 4.1.0 ke saath. Iss update aapko naye features dekhno ko milenge aur bugs bhi fix hojayenge.

Google Security Patch shuru ho gaya hai march 2017 mey. Isse aapko camera quality me bhi improvement milega. Isme joh connectivity problems tha jasie Bluetooth, Wifi ke woh fix ho jayenge. Isse aapko video recording me bhi improvement dekne ko milega aur isme expanded screenshots bhi added hai

Nougat 7.1.1 Update Rolled Out For Oneplus 3 And Oneplus 3T


Iss Android Nougat 7.1.1 update ka size hoga 353MB aur yeh update karte samay wifi connectivity se use kare krupaya..

Android O क्या  आने वाला है नए Features के साथ ? जानिये

Android 8.0 O 


Google set hai apna naye features aane wale android versions me lane ke liye. iss samy keval 1.2% log hi Android Nougat use kar rahe hai apne devices par, jahan latest android distribution bahut peeche hai..

VentureBeat ke mutaabik, Google apna naye features ane waale android versions me layega ya nahi. toh, android 8.0 O kab release hoga? yeh Afvah aa rahi hai ki iska announcement google aane wale Google I/O 2017 may me kar sakte hai.


Android 8.0 O Ke Features:



Google ek naya feature introduce karne wala hai, jisse "Copy Less" ke naam se bulaya jayega. Iss se aap ek app se doosre app me apna text bina pareshani ke copy kar sakte hai.
Google aapko Finger Gesture use karne dega Triger Actions ke liye.
Automatic detect karletha hai text address ke roop me aur tapping karne se google map par apna Location doond sakte hai.


Aur jaankari pane ke liye yahan click kare.

Mobile World Congree To Be Held In India


Mobile World Congress In India 

Smartphone Industry ke liye achi news hai, Mobile World Congress abh Bharath ki aur bad rahi hai. Jasie ki hum jaante hai MWC 2017 pichle mehna Barcelona Spain me aayijith kiya gaya tha aur abb yeh South East Asian markets ki aur dekh rahe hai.

PTI Reports ke issab se, MWC 2017 September mahine me aayojith karne wale hai. Isse delhi me Pragathi Maidan me aayojan karne wale hai woh bhi 3 din ke liye. Iss aayojan me mobile Brands jaise Huawei aur Facebook isme bhaag lene waale hai iss 3 din ke event me.

COAI Director General Rajan S Mathews ne PTI se kaha hai.


Mobile World Congree To Be Held In India

THERE IS MOBILE WORLD CONGRESS IN BARCELONA AND AN EDITION IN SHANGHAI. THERE IS NOTHING IN BETWEEN FOR SOUTH EAST ASIA. INDIA IS EMERGING AS ONE OF THE GLOBAL LEADERS IN TELECOM WHICH WE WILL ALSO SHOWCASE IN THE INDIAN MOBILE CONGRESS. WE HAVE ASKED OTHER INDIAN BUSINESS ASSOCIATION TO COME TOGETHER AND BE PART OF IT. THE EVENT WILL FOCUS ON KNOWLEDGE SHARING, EXHIBITION, START UPS, SKILL DEVELOPMENT AND ALL PILLARS OF DIGITAL INDIA INCLUDING MAKE IN INDIA.



Swipe Elite Sense with 3GB/32GB Storage Launched For Rs 7499


Swipe Elite Sense


Swipe ne apna ek naya doosra "Elite Sense" budget smartphone launch kiya hai. Isse pehlr Swipe ne apna Swipe Elite Power, Elite 3 tha market me, jo market me acha chal rahe hai.


Swipe Elite Sense chalta hai Android Marshmallow 6.0 ke saath Freedom OS UI flavor iske top par. Isme aapko 1.4 GHz Snapdragon 435 quad-core processor milega. Elite Sense aata hai 3GB RAM, 32GB Internal Memory aur isse aap 64GB thak expandable karle sakte hai MicroSD Card ke madad se.


Swipe Elite Sense with 3GB/32GB Storage Launched For Rs 7499

Iss Smartphone me aapko 4G VoLTE support hai aur isme aapko Fingerprint Sensor bhi milega. Elite Sense mein aapko 13MP Rear Camera aur 8MP Selfie Camera milega. Iss phone mein aapko 2500mAk ka battery milega par isme aapko fast charging support nahi hoga.

Swipe Elite Sense ke keemat hogi Rs.7499, joh aapko flipkart pe exclusively available honge 6th March 2017 se. Yeh ek badiya smartphone hai woh bhi Rs.8000 se bhi cum mein.

Best 5 Android Phones Under 7000 in 2017

Best Mobiles Under Rs.7000


Aap naya Smartphone kareedna chahte ho 4G support ke saath woh bhi sirf Rs.7000 mein, toh aap sahi jaga par aaye ho. Iss blog post me hum aapko batainge sabse behatarin 5 smartphones 4G support ke saath sirf Rs.7000 se bhi kam mein. kuch saal pehle yeh bahut mushkil tah smartphone kareedna woh bhi Rs.7000 mein. abh generation badal chuka hai. Aap 3GB RAm ka phone kareed sakte hain Rs.7000 mein sirf acha pradarshan karne ke liye.Iske alava RAM se, apeksha kare 4G Mobile woh bhi sirf Rs.7000 mein. Kuch smartphones badhiya camera dekno ko milega. Pratisparda adhik hai, jab aap bharat mein budget smartphone ke baare mein baat kare toh. Mainne dekha hai smartphones kaagaj par bahut achche lagte hai, lekin vaastavik pradarshan mein kamee hotee hai. Isliye jald baazi mat kijiye hum aapko batainge best mobiles joh aapke budget mein fit ho. yahan par hai unn best smartphones ki list jisse aap rs.7000 mein kareed sakte ho.

1.Swipe Elite Power

2.Yu Yureka Plus

3.Xolo Era 2X

4.Xiaomi Redmi 3S

5.Swipe Elite Plus


1.Swipe Elite Power

Best 5 Android Phones Under 7000 in 2017

Swipe ek Indian Brand hai joh bahut kush hai apne budget smartphones ke liye. Swipe ne recently apna Swipe Elite Power" Flipkart pe launch kiya tha. Kya yeh best mobile hai Rs.7000 mein?  Kya yeh best 4G mobile hai Rs.7000 mein? chaliye dekte hain. Swipe Elite Power aata hai 5.5-Inch 720P HD IPS Display ke saath. Yeh device run hota hai Android Marshmallow par iske saath stock-like UI iske top pe hoga.Iss device mein aapko 2GB RAM, 16GB Internal Memory aur aap isse 128GB thak expandable karle sakte MicroSD Card ke madad se.


Iss Smartphone ko sanchalit kiya gaya 1.1 GHz Snapdragon 210 Quad-Core processor ke saath. iska pradarshan ek ausat upayogkarta ke liye kaaphee aasaan hai. Jasia iss smartphone ka naam hai, uss ke tarah he isme 4000mAh ki battery hai joh ki bahut badiya hai. yeh smartphone aata hai metal body ke saath jise use karne se aapko acha dikhega.


Yeh ek best 4G mobile hai sirf Rs.7000 mein aur isme aapko VoLTE bhi support karta hai. Iss Smartphone me aapko 8MP ka Rear Camera LED Flash ke saath aur 5MP Selfie Camera front flash ke saath milega. Isse aap bahut achi selfies le sakte ho. Agar aap badiya Smartphone 4G VoLTE aur badiya battery backup ke saath Rs.7000 me kareedna chahte ho toh aap Swipe Elite power kareed sakte ho. Yeh ek badiya 4G Smartphone hai sirf Rs.7000 mein.




Specifications:



  • 5.5-inch 720P HD IPS display
  • Android Marshmallow 6.o.1
  • Quad-core Snapdragon 210 Processor
  • 8 MP Rear Camera LED Flash ke saath
  • 5 MP selfie camera Front flash
  • 2 GB RAM
  • 16 GB ROM
  • 128 GB expandable Memory(MicroSD)
  • 4000 mAh battery
  • 4G VoLTE
  • Fingerprint Sensor


2.Yu Yureka Plus

Best 5 Android Phones Under 7000 in 2017

 Yu joh Micromax ka sub-brand hai, isne apna naya latest budget smartphone launch kiya hai, Yu Yureka Plus. Iski Keemat 10K thi, par ab yeh mobile aapko sirf Rs.7000 mein labya hoga. Yu Yureka Plus ek badiya mobile hai woh bhi sirf Rs.7000 mein. yeh decie Yu Yuphoria ka upgraded verion hai.

Yu Yureka Plus mein aapko 5.5-Inch 1080P ka display milega, jo bahut acha hai. Yeh Smartphone run hota hai Android Lollipop 5.1 par. Iss device me aapko 64 Bit Snapdragon 615 octa-core processor milega. Multitasking ke liye, Yevice aata hai 2GB RAM ke saath aur 16GB Internal Memory aur isme aap ku 32GB ka expandable memory bhi milega. Yu YurekaPlus me aapko 13MP ka Rear Camera aur 5MP ka Selfie Camera milega. Iss device mein appko 2500mAh ka battery milega. Aur isme aapko 4G LTE, 3G, 2G, WiFi, Bluetooth, and GPS yeh sab support karte hain. Isme aap Reliance JIO bhi use kar sakte hain.




Specifications


  • 5.5- inch 1080P Display
  • 1.5 GHz Snapdragon 615 octa-core Processor
  • Adreno 405 GPU
  • 13 MP Rear Camera with LED Flash
  • 5 MP selfie camera
  • 2 GB RAM
  • 16 GB ROM
  • 32 GB Expandable Storage
  • 2500 mAh battery
  • Android Lollipop 5.1
  • 4G LTE 

3.Xolo Era 2X

Best 5 Android Phones Under 7000 in 2017

Xolo Ne Appna Xolo Era 2X launch kiya hai joh ki ek badiya 4G voLTE mobile hai woh bhi sirf Rs.7000 se bhi cum mein. Xolo Era 2X aata hai 5 Inch 720P High Definition IPS Oncell display ke saath. Isme device mein aapko 1.25 GHz MediaTek MT6737 quad-core Processor milega woh bhi ARM Mali T720 MP1 GPU ke saath. Xolo Era 2X run hota hai Android 6.0 Marshmallow par. Iss device mein aapko 4G VoLTE bhi support hai, jisse aap Reliance JIO use kar sake hain.

Xolo Era 2X mein aapko 8MP Rear Camera woh bhi 5P largan lens, Face beauty, aur time lapse video support aur LED Flash ke saath. Isske saath aapko 5MP ka Slefie Camera woh bhi screen flash aur 3P lens ke saath. Iss Smartphone mein aapko 2GB ka RAM, 16GB Internal Memory milega. Iss Xolo Phone mein aapko 2500mAh ka battery milega joh ki thoda average hai.



Specifications

  • 5 inch 720P HD IPS display
  • Dual Sim
  • 1.25 GHz MediaTek MT6737 quad-core Processor
  • 8 MP Rear Camera 
  • 5 MP selfie camera
  • 2 GB RAM
  • 16 GB ROM
  • 2500 mAh battery
  • Android Marshmallow 6.0
  • 4G VoLTE

4.Xiaomi Redmi 3S


Best 5 Android Phones Under 7000 in 2017

Xiaomi ka latest Budget Smartphone hai Xiaomi Redmi 3S , ye ek badiya mobile hai sirf Rs.7000 se bhi cum mein jisse aap kareed sakte hai. Kya yeh ek badiya 4G VoLTE mobile hai Rs.7000 mein? chaliye dekhte hain. Xiaomi Redmi 3S ek aisa mobile hai jismee aapko saare features labya honge honge woh bhi cum dham mein. Redmi 3S mein aapko 5-inch 720P ka display milega. isse aap aasani se use kar sakte hai apne haaton mein. Redmi 3S run hota hai Android Marshmallow 6.0.1 MIUI 8 UI par. MIUI 8 ka design aur iska performance bahut smooth hota hai. Agar aapku MIUI pasand nahi hai toh aap doosre Android Launchers bhi Install karle sakte hai.

Xiaomi Redmi 3S sanchalit hai Snapdragon 410 Octa-core processor ke saath. Iss price mein aapko badiya performance aur fast processor bhi milega. Iss me aapko games khelne me pareshani nahi hogi. kyunki isme Adreno 505 GPU hai. Iss device mein aapko 2GB RAM, 16GB Internal Memory aur aap isse 128GB thak expandable karle sakte MicroSD Card ke madad se. Camera ki baat kare toh, isme aapku milega 8MP rear Camera LED Flash ke saath aur 5MP Selfie Camera milega. Iski camera quality bhi badiya hai woh bhi iss price range mein. Isski 5MP Selfie Camera se aap badiya selfies le sakte hai.

Iss Device ki kaas baat hai iski Battery backup. Iss Mobile mein aapko 410mAh ka Battery milega joh ki ek badiya mobile hai sirf Rs.7000 mein badiya battery backup ke saath. Iss me 4G VoLTE bhi support karta hai, jisse aap Reliance JIO use kar sakte hain iss device mein bina kisi pareshani ke. Yeh ek badiya 4G mobile hai Sirf Rs.7000 mein.


 buy now




Specifications


  • 5-inch 720P HD display
  • Android Marshmallow 6.o.1 on MIUI 8
  • Snapdragon 430 Octa-core Processor
  • 13 MP Rear Camera
  • 5 MP selfie camera
  • 2 GB RAM
  • 16 GB ROM
  • 128 GB expandable
  • 4100 mAh battery
  • 4G VoLTE


5.Swipe Elite Plus

Best 5 Android Phones Under 7000 in 2017

Swipe ne apna Swipe Elite Plus mobile launch kiya hai joh ki elite ka upgraded version hai. Kya yeh ek best phone hai Rs.7000 mein? chaliye dekte hain. Swipe Elite Plus ek badiya phone hai woh bhi badiya specifications ke saath. Yeh phone aata hai 5-inch Full HD (1080P) IPS SHARP display ke saath aur iske saath aata hai Dragontrail Glass. Iski Display quality bahut badiya hai woh bhi iss price range mein. Swipe ELite Plus aata hai 1.5 GHz Snapdragon 615 octa-core processor ke saath. Iss device ki performance ki bbat kare toh yeh kaafi smooth hai aur aapko use karne mein bhi aasani hogi. 

Iss device mein aapko 2GB RAM, 16GB Internal Memory aur aap isse 64GB thak expandable karle sakte MicroSD Card ke madad se. Iske alava Swipe aapko 100GB ka Cloud Storage bhi offer kar ahi hai. isse aapke device mein storage ki kamhi nahi hogi. Swipe Elite Plus mein aapko 13MP ka Rear Camera joh ki bahut badiya hain woh bhi iss price range mein. Iske saath LED Flash, 1080P video Recording, jisse aap HD clarity mein videos record kar sakte hain, aur iska rear camera Samsung sensor pe chalte hai. Iske saath aapko 8MP ka Selfie Camera woh bhi 88-degree wide angle lens ke saath aata hai. Iss Devie ka Selfie bhi bahut badiya hai aap yakin nahi karenge. Swipe Elite Plus Run hota Android Lollipop 5.0.2 par woh bhi Freedom OS ke saath. 

Iss Device mein aapko 3050mAh ka battery milega. Iske saath aapko dual sim, 4G LTE, 3G, Bluetooth, WiFi, and GPS yeh sab support karte hain.




Specifications

  • 5 inch 1080P Full HD display
  • Dragontrail Glass Protection
  • Android Lollipop 5.0.2 with Freedom OS
  • 1.5 GHz Snapdragon 615 octa-core Processor
  • 13 MP Rear Camera
  • 8 MP selfie camera
  • 2 GB RAM
  • 16 GB ROM
  • 3050 mAh battery

Panasonic Eluga Pulse And Pulse X Ready To Launch In India

Panasonic Eluga Pulse And Pulse X


Panasonic ne aadhikaarik roop se apne do naye Smartphones launch kiya hai India me, jinki keemat 10k thak ho sakti hai.Eluga Pulse aur Eluga Pulse x pratisparda karinge poore pasand ke saath Xiaomi Redmi Note 4, Swipe Elite Max, Lenovo K6 power ke saath.


Panasonic Eluga Pulse

Panasonic Eluga Pulse And Pulse X Ready To Launch In India

Panasonic Eluga Pulse aata hai 5-Inch HD Display ke saath aur iske saath "Ashi Dragon Trail Glass Protection" bhi milega. Yeh Device Run hota hai Android Marshmallow 6.0 par jisse sanchalit kiya gaya ek "Unknown 1.2 GHz quad-core processor" ke saath. Eluga Pulse me aapko Mediocre 2200mAh ka Batterymilega jo ki dayaneey(Pathetic) hai.

Iss Device me apako 2GB RAM, 16GB Internal Memory milega aur aap isse 128GB thak expandable(badhaale) sakte hai MicroSD Card ke madad se. Iss Smartphone me aapko 13MP rear camera aur 5MP Selfie Camera milega. Iss Device me 4G VoLTE, Fingerprint sensor, WiFi, Bluetooth, and GPS yeh sab support karte hai. Panasoni Eluga Pulse kee keemat hai Rs.9690.


Panasonic Eluga Pulse X

Panasonic Eluga Pulse And Pulse X Ready To Launch In India

Panasonic Eluga Pulse X aata hai 5.5_Inch HD Display ke saath aur iske saath "Ashi Dragon Trail Glass Protection" bhi milega. Yeh Device Run hota hai Android Marshmallow 6.0 par aur iske saath jisse sanchalit kiya gaya "1.2 GHz quad-core processor" ke saath. Iss device me aapko 3000mAh ka Battery milega woh bhi bina fast charging support ke saath.

Iss Device me apako 3GB RAM, 16GB Internal Memory milega aur aap isse 128GB thak expandable(badhaale) sakte hai MicroSD Card ke madad se. . Iss Smartphone me aapko 13MP rear camera aur 5MP Selfie Camera milega. Iss Device me 4G VoLTE, Fingerprint sensor, WiFi, Bluetooth, and GPS yeh sab support karte hai. Panasoni Eluga Pulse X kee keemat hai Rs.10990.
Powered by Blogger.