Android O क्या आने वाला है नए Features के साथ ? जानिये

Android O क्या  आने वाला है नए Features के साथ ? जानिये

Android 8.0 O 


Google set hai apna naye features aane wale android versions me lane ke liye. iss samy keval 1.2% log hi Android Nougat use kar rahe hai apne devices par, jahan latest android distribution bahut peeche hai..

VentureBeat ke mutaabik, Google apna naye features ane waale android versions me layega ya nahi. toh, android 8.0 O kab release hoga? yeh Afvah aa rahi hai ki iska announcement google aane wale Google I/O 2017 may me kar sakte hai.


Android 8.0 O Ke Features:



Google ek naya feature introduce karne wala hai, jisse "Copy Less" ke naam se bulaya jayega. Iss se aap ek app se doosre app me apna text bina pareshani ke copy kar sakte hai.
Google aapko Finger Gesture use karne dega Triger Actions ke liye.
Automatic detect karletha hai text address ke roop me aur tapping karne se google map par apna Location doond sakte hai.


Aur jaankari pane ke liye yahan click kare.